Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

Kia tha pyaar jisay hum nay zindagi ki tarha

Kia tha pyaar jisay hum nay zindagi ki tarha
wo ashna b mila humsay ajnabi ki tarah


barha k pyaas mera haath chor dia
wo kar raha tha murwt b dil lagi ki tarha


kisay khabar thi barhay gi kuch or tariki
chupay ga wo kisi badli main chandni ki tarha


kabi na socha tha hum nay QTEEL us k liye
karay ga sitam hum pay wo b har kisi ki tarha.

Ad Code