Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

Mumkin jo agar hota

Mumkin jo agar hota
hum tum ko bhula detay
yadon ko kafan de kar
be waqt sula detay
tanhai mein jee letay
tum ko na sada detay
iss dil se terey dil tak
deewaar utha detay
mumkin he nahe warna
hum tum ko bhula detay

Ad Code