Youn habs k zindan me faza Qaid hoi hai.
Jesy kisi Momin ki jaza Qaid hoi hai
Khushbo k marahil say Guzarny k liye ab...
Pholon me shaam O Seher Hawa Qaid hoi hai
Mein Sar ba Gareban Sar-e-Dsht khar'ra Hun,
Aur Dst-e-Juno'n Us ki Raza Qaid hoi hai...
Ye Ishq ki taazeer me likha hai Azal se,
Mujrim to hai Azaad Saza Qaid hoi hai...
Manga tha tujhy Sajda-e-Tazeem my Lekin,
Aflak k Rasty me Dua Qaid hoi hai..
Ab Jurrat-e-Goyaai ka Masrf Hai Wali kya.
Br'haq Thi Yahan jo Bhi Sada Qaid hoi hai...